1. First go to google and search WinSetupFromUSB_0-2-3
2. Download and install .
3. Insert pen drive or USB HDD in the USB and open the software
4 Click the option RMPrepUSB.
5. New options open hogin
6.
File system ko NTFS pe select karein and OVERRIDES ke niche BOOT as HDD
select karein (win7 ke liye bhi yahi options select karni hai.)
7. Boot options mein se XP BOOTABLE[NTLDR] select karein (XP ke liye) WinPE/Vista V2 bootable [BOOTMGR] select karein 7 ke liye.
8. Ab prepare drive par click karein. yes or ok click karein jitni baar bhi ayega.
9. DOS mein kuch calaulations hogin aur back isi options mein aa jayega software.
10. ab exit par click karein.
11. Ab software ki main options pe aa jaaoge.
12. Force Target Disk Type ke niche Removable option select karein.
13. Sabse uper windows 2000/xp/2003 source likha hai :- Browse karke waha Bootable XP ki CD drive ka PATH de.
14. iske liye ja to apne cd drive mein bootable xp ki cd payie ja for bootable cd ki image ko mount kar uska PATH de.
15. USB disk Selection ke neeche USB pen drive r USB HDD ka path dein. Vaise software automatically utha leta hai.
16.agar
win7 ki bootable USB banani hai to right side ke neeche Vista/7
setup/PE/Recover ISO ki options ko check mark karein aur win7 ki dvd ka
path dein or imae mount kar uski drive ka path dein.
17. Thats it now click GO aur fir windows ki files pen drive or USB HDD mein save honi start ho jayeingi.
1. jab aap prepare drive pe click kareinge to aapki pen drive or usb hdd ek baar FORMAT hogi.
* agar aap ne xp ki bootable banayi hai to 2 baar usb se boot karvana hoga . win7 ke liye 1 baar.
2.
kuch log wintoflash software use karte hain usb bootable banae ki liye
but wintoflash se bani bootalbe usb window baut slow karti hai khas kar
copy files speed.
but is software se window install karne ki
speed bahut jyada hogi. khas kar windows ki copy files speed dekh aap
sabh hairaan ho jaoge.
3. BOTable usb banane ke baad aapki pen
drive or USB HDD mein jitni jagah bachi hai aap use bina kisi pareshani
ke sath use kar sakte hain. koyi bhi naya data usme daal sakte hain
is se bootable pen drive ko koyi farak nahi padega or nahi USB HDD ko. bass window ki koyi file na delete ho.
0 comments
Post a Comment